Salam Hussain AS Nadeem Sarwar Noha 2020 Lyrics

Like Us on Facebook For More Update ->

Download Lyrics In PDF File Click Here

Salam Hussain as Lyrics

HUSSAIN


Safar hayat ka chahe tamam hota rahe

Hazar dard ho, zikr-e-Imam hota rahe.


Salam hota rahe

Fatima ke chain ko

Nabi k noor-e-aain ko.

Ba khuda Husain (A.S) ko Salam


To Kaho

Salamun Alaika Ya Aba Abdillah

Safar hayat ka chahe tamam hota rahe

Salaam hota rahe

Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey


 Haan Sara zamana hai tumhara hussain, kehti hai har qaum humara hussain

Gunjta har simt hai naara Hussain, tutey dilon ka sahara Hussain

Muala tera naam sada zinda rahega, maula tera kaam sada zinda rahega

Hum rahe na rahe ye sada zinda rahega.


Salamun Alaika Ya Aba Abdillah


Salam hussain, maula salam hussain

Salam Hussain


Salam hussain, maula salam hussain

Salam Hussain


Salam hussain, maula salam hussain

Salam Hussain


Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey


 HaanMuala hussain ibn-e-Ali (a.s) marhaba

Marhaba sadd marhaba sadd marhaba,

zulm k tufaan se ladhta raha kat ke be sar apka uncha raha.
Maula sada teri azadaari rahegi, maula tere hum se wafadari rahegi


Hum rahe na rahe ye sada zinda rahe.


Salamun Alaika Ya Aba Abdillah


Maula hussain maula humara salam lo, Maula hussain maula humari sada suno

Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey


 Haan Apka maula jo azadar hai

Apke ghar ka vo wafadar hai

apki chahat ka talabgar hai

Majlis-o-matam se usse pyaar hai

Maula ghulamo me mera naam b likhdo

Naam to naukar ka hai vo kaam b likhdo.


Hum rahe na rahe ye sada zinda rahe


Salamun Alaika Ya Aba Abdillah


Salam hussain, maula salam hussain

Salam Hussain


Salam hussain, maula salam hussain

             Salam Hussain

Salam hussain, maula salam hussain

          Salam Hussain


Salam hussain, maula salam hussain

Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey


 Haan, pyara hai mitha hai madina mera,

Rehte jahan sondey nabi Mustafa (SAWA)

Jisne diya humko ye deen-e-khuda

Aur nawasa bana uski baqaa

Aao chalo karbobala tumko dekhaye

Aj bhi aati hai bahatar ki sadayein


Hum rahe na rahe ye sada zinda rahe


Salamun Alaika Ya Aba Abdillah


Maula hussain maula humara salam lo,

Maula hussain maula humari sada suno

Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey


Haan Sheh k azadaro salamat raho

Maula k paigham ko jari rakho

Amno mohabbat ki hifazat karo

Dil ko yuhi dil se milate raho

Maula ka tum aqri sajda na bhulana

Matami bacchon ko namazi bhi bana na


Hum rahe na rahe ye sada zinda rahe


Salamun Alaika Ya Aba Abdillah


Safar hayat ka chahe tamam hota rahe


Salam hota rahe

Mere maula mere agha hussain

Hussain vo hai jisse karbala salaam kare

Nabi Ali-o-Hassan Fatima salaam kare

Hussain maula ki azmat bayan kaise ho

Hussain vo hai jisse kibriya salam kare


Salam Hussain, Salam Hussain

Aye shah e shahida,

Aye Jaan-e-Madina

Aye Naaz-e-Fakhira

Maula-e-Ghariba

Rote sisakti hai duniya bilakti hai

har aankh har lamha inse jhalakti hai

Dil dil se miladey zehno ko sajadey

Phoolo ko khiladey, kaanto ko hatadey

Allah k wasiley, Ahmed k nawase

Hyder k sitarey, Zehra k dularey

Hai Agha humarey


Salam Hussain, Salam Hussain, Salam Hussain


Aao Azadaro karo matam-e- sarwar karo

Ya Hussain, Hussain ya hussain, Hussain..

Matam-e-Abbas karo

Matam-e-Akbar karo

Ya Hussain, Hussain ya hussain, Hussain..

Bali Sakina ka kabhi, matam-e-Asghar karo

Zainab-o-Kulsum ka gham matam-e-chadar karo


Haan.. Shah sala mun alay

Ya mere Maula Salam, Shah sala mun alay

Ya mere agha salaam, Shah sala mun alay

Qasim-o-Akbar salam, Shah sala mun alay

Abid-o-Akbar Salam, Shah sala mun alay

Ghazi dilawar Salam, Shah sala mun alay

Haye Zainab-o-Kulsum Salam, Shah sala mun alay

Aon-o-Mohammad Salaam, Shah sala mun alay

Pyasi Sakina salam, Shah sala mun alay

Ya mere Maula Salam, Shah sala mun alay

Ya mere Maula Salaam … Hussain

Report Broken Link


admin@azadarehusaini.net